WRITTEN NAATS
Moderators: Angel, naila, Mudassir Khan
ASSALAM O ALLAEEKUM FRIENDS JS JS KO JO JO NAAT ATI HAI IS MAE POST KRTA JAI
IM WRITTEN FRIEST
1=
Noor Wala Aya Hai
Noor Wala Aya Hai
Noor Lay kar Aya Hai
Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai
]Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH
Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH
Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga
Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga

Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH

Naata Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga
YA RASOOLALLAH Ka Nara Lagata Jayanga

Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga
Ghar Toh Ghar Sara Mohalla Ko Sajata Jayanga

Eid a Milad-Un-NABI Ki Shab Charaga Kar Kay Hum
Kabr a NOOR-A-MUSTAFA Say Jagmagata Jayanga

Tum Karo Jasnay Wiladat Ki Kushi May Roshni
Woh Tumhari Gor-A-Teera Jagmagata jayanga

Hashr May Zayra Livay Hamd-A-ATTAR Hum
Naat-E-SULTANA MADINA Gongunata jayanga

-

muddassir ali qadri - Junior Member

- Posts: 20
- Joined: Thu Jan 22, 2009 5:03 pm
- Location: wah cant
Mayri baat ban gaii he
Mayri baat ban gaii he tayri baat kartay kartay
Tayray shehr mayn meyn aa-oon tayri naat parrtay parrtay
Tayray ishq ki badolat mujhay zindagi mili he
Mayray paas bhi he aaii mayri moat dartay dartay
Kiss cheez ki talab he na he aarzoo hi koii
Toon nay itna bhar diya he kashkol bhartay bhartay
Mayray soonay soanay ghar ko kabhi naymatayn ataa kar
Meyn divana ho gaya hoon tayri raah taktay taktay
Meyn na ja-oon ga o darbaar kabhi chhoarr kar yay galiyaan
Kay, meyn poancha hoon yahaan tak mayray yaar martay martay
He jo zindgaani baaqi yay irada kar liya he
Tayray mukiron say aaqa meyn maroon ga larrtay larrtay

Allah hi Allah kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
Allah hi Allah Kia Kero
Allah hi Allah Kia Kero
aab chehray pe jhoot sajake
bikti hai sachai
jhootay ko duniya mein
hamaisha milti hai rusvaye
sach ki raah pe chala kero.
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
sheesha toot ke jur sakta hai
dil na juray ger totay
kitna hai bedard woh insaan
pyar ka gher jo lootay
aisa zulm na kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
Allah hi Allah Kia Kero
Allah hi Allah Kia Kero
aab chehray pe jhoot sajake
bikti hai sachai
jhootay ko duniya mein
hamaisha milti hai rusvaye
sach ki raah pe chala kero.
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
sheesha toot ke jur sakta hai
dil na juray ger totay
kitna hai bedard woh insaan
pyar ka gher jo lootay
aisa zulm na kia kero
dukh na kisi ko diya kero
jo duniya ka malik hai
naam ussi ka liya kero
Allah hi Allah Kia Kero
-

muddassir ali qadri - Junior Member

- Posts: 20
- Joined: Thu Jan 22, 2009 5:03 pm
- Location: wah cant
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate
Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen Hai
Ke Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate Chupate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Qayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai - Magar Mustafa ka Jo Deewana Ho Ga
Who Pul Pay se Guzre Ga Masroor Ho Ke - Naara Nabi Ka Lagate Lagate
Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai
Mere Lab Pe Mola,Na Koi Sada Hai - Fakat Mujh Nikamme ki Yeh Hi Dua Hai
Meri Saans Nikle Dar-e- Musftafa Pe - Gham-e-Dil Nabi Ko Sunate Sunate

Yeh Mana ke Ek Din Aani Kaza Hai - Magar Dosto Tumse Yeh iltaja Hai
Ke Shehr-e-Muhammad Ki Har Ek Gali Se - Jaza Uthana Ghumaate Ghumaate

Na Kaabe Se Matlab Na Masjid ki Chahat - Fakat Dil Main Haakim Tamanna Yahi Jo Mil Jaaye Naksh-e-Kafay Paaye Ahmed -Tu Mar Jaayen Sir ko Jhukate Jhukate

May So Jaoo Ya Mustafa (S.A.W) Kehtey Kehtey
May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay
Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey
May so jaoo Ya MUSTAFA(S.A.W.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Guzarte thay kaantey bharrey raasto say
RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey
May so jaoo Ya MUSTAFA (S.A.W) kehtey kehtey
Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey
Huwey surkhuru Aap her maarkey may
Fakat Rabbana , Rabbana kehtey kehtey

Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say
Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey

Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala
Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehtey

Dilley muztarib ko qaraar aagya hay
Shabo roz Ya MUJTABA (S.A.W) kehte kehte

Museebat kay maaro kathan manzillo say
Guzer jaoo Ya Mustafa kehtey kehtey

wonderful i like your spirit apke liye duaa he
Hamare dard e dil ki koi dawa na kare
Kami ho ishq e Nabi s.a.w main kabhi khuda na kare

ahmedjunaid - Junior Member

- Posts: 30
- Joined: Fri Jan 23, 2009 1:35 pm
- Location: islamabad
"ISHQ e MUSTAFA" Jiske seenay mae hai
Wo jahan bhi rahay wo MADINAY mae hai
OR pholoon mae bhi aisi khushboo kahan
Jo mere NABI(S.A.W) k paseenay mae hai...
Wo jahan bhi rahay wo MADINAY mae hai
OR pholoon mae bhi aisi khushboo kahan
Jo mere NABI(S.A.W) k paseenay mae hai...
-

muddassir ali qadri - Junior Member

- Posts: 20
- Joined: Thu Jan 22, 2009 5:03 pm
- Location: wah cant
Who is online
Users browsing this forum: No registered users and 0 guests